Pyaar Ho Jaaye...
-
Guys, enough of apologies every time for not being serious about the blog !
Its exactly SEVENTY days since I last updated my blog. I now remember what
one ...
12 years ago
direct dil se......
35 comments:
Baby bhagwan k upar kuch likha hai , gud waise b hum sab jante hai tu kitna dharmik hai.
N i knw ki tujhe bhagwan par kitna bharosa hai
but
log bhagwan ko jyadatar apne dukh ke time yad karte hai
apni kushi nd sukh k time bhagwan ko bahut kam log yad karte hai
.
Bhagwan sabkuch karta hai dukh b nd sukh b par unse ye sab kanwane wale hum log hi hai
.
Bhagwan humen wo sab deta hai jo hum unhe order karte hai
ab ye mat socho k humne kabhi dukh tho bhagwan se nhi manga
..
Order ka matlab jaisa hum karenge waisa hume phal milega
.
Phir bhagwan kisi ka bura nhi karte wo sabka acha hi sochte hai
.
Dukh nd sukh to insan khud apne jivan main lata hai
tho uske liye bhagwan ko jimmedar nhi tharaya ja sakta hai
.
Yar tune ye blog likhkar tho bhagwan k upar likhne ko majbur kar diya yar
.
Aage se bhagwan k upar blog mat likhna samjha baby
Bhai Bhagwan Hai kahan Jab Mil jaye to Mujhe bhi Bata na bahi Kuch Khash Kaam hai Unse......
Maine Kaha ek Din Bhagwan Se Bhagwan Main Itna Bura Kyon Houn...
To Pata Hai Bhagwan Ne Kya Kaha...
Main Aaj Tak Nahi jaan Paya....
aap Jano To Bata na Jaroor..
wow..!!!
gr8 think yaar
waise aap bhi blog likhte ho mujhe to pata hi nahi tha...
mere big bro bhi likhte hai
lekin unka so bowring yaar...
nice blog haa...
great post bro !!!
thoroughly enjoyed reading it
very nice blog. mene kabhi god ko dekha to nahi hai par i m 100% sure wo hai sab ke liye- jo une maante hain aur jo une nahi maante hain unke liye bhi.
thanx for comment all dear friends
gud work.....nice thought..everyone shud understand dis..!!!
wow great job
nyc thinkin
enjoyed readin it
i wish it was urs hehe
realy nice
inspirtion miltii hai
u becum a writer
u'l b famous
gr88 gud job
m nw loking frward fr more so jalIII
jab me bimar hota hoon to mere dadaji chup chup k rote hai mene unhe dekha hai jab mai khush hota hoon to mene unhe haste hue dekha hai meri khusi me unki khusi hai so mene unme rab ko dekha hai haaaaa mene god dekha hai aur aapko dekhna ho to plez apne parents me dekho jo mere dadaji ki tarah hi chup chup k rote hai plez dekhne ki kosis karo
vese tu esa kab se ho gaya re chora
bacche abhi start hai teri life ka, jo likha nice to listen, but hard to digest, "God Hamare sath Har waqt Rahta Hai jab Hum kisi ka acha karenge wo hame sukh Dega Ya kisi ka Bura karenge to Dukh Dega.", if u readading it now, dont delete it copy it paste it, and i promise one day u will read ur own word and think upon it...!
bhai maine bhagwan ko dekha hai...or vo hamare sathh hai har pal...
Kya kaha jaye kabhi bhagwan hai is baat ko mazboor hokar manna padta hai, par kabhi kabhi aisha lagta hai ki bhagwan wogwan kuch nahi hota. pata nahi yaar kab ye paapi atma saanti ki khoj kar payega. Aap hi batao pahle main roz 2 ghante pooja karta tha. ek din mera accident ho gaya. Meri tang tut gayi. 8 mahine ke baad chal saka wo bhi pair me rod dal ke wo bhi 4 baar opration karne ke baad. Mera pura jiwan to kharab ho gaya na. Meri sabhi se yahi guzarish hai ki bas aap itana maan ke chaliye ki es prithvi ko chalane ke liye koi satta to hai. Agar aap ko lagta hai ki koi cheeze satya hai to wo satya hai. Aur jhooth lage to wo jhooth hai. Aap kisi ke behkave me na aaye . Bas use ur own mind.Lekin main apni ray yahi donga ki aap kisi ka bura na karo, to apka bhi bura nahi hoga. Acche acche puzariyo, sadhu, santo ko maine tadpate dekha hai kyon. Agar god hai to kya kam se kam apne bhakto ko to buri tarah se marne nahi diya hota. Jai................Hind!
hi kamlesh, mene bhagwan ko dekha hai, main janti hun her koi is per bharosa nhi karega, per ye un logon ke liye hai, jo bhagwan per bharosa karte hai.. mene shiva bhagwan aur durga maa dono ko dekha hai.. apni aakhon se dekha hai.. and I wish ki tum bhi ek din dekho, is ehssas se pyara koi dusra ehssas nhi..
is dunia mein bhagwan hai ,tbhi tou yeh dunia chal rhi hai ,
bhagwan nhi hai yeh baat woh loug kartey hain jo bhagwan ko dekhna nhi chahtey ,,,agar bhagwan karishna aur jesus ,guru nanak dev ji aaye thei tou aaj bhi is darti per bhagwan hai ,tab bhi hum pehchan nhi paye aur aaj bhi nhi pehchan payege
bhagwan baato ka vishaa nhi hai usey dekha bh ja sakta hai ,,kyuki gita mein bhi likha hai bhagwan ko dekha ja sakta hai
AK'S- SKINDEPO- EARL- BERRIRO...all of it coming home to roost with the STARZ!
And if it's coming to LACHILL, you can be sure it's going to BOWHILL!
KISINE and MAKE- UP?
HARCOYAN got the FREAKSB with GROSS!
And now, COCHOUN and the UN and UNTIL doing that GEDIANNE and GEDINA!
Better known as NADEDA.
hi Friends, 'yes' aaj mene Bhagwan ko dekha hai dost aap yakin karana ya nhi but He is here and see every one and help us.wo mujhe bar bar mile but main pahchan na saka humesha meri help ki kisi na kisi rup me, aaj jab mene man me Bhagwan ko duda to morning 4 am something mene ek adami dekha do log unke sath the unhone mera hath pakada or kaha "aaj tu marane wala tha aaj mene bacha liya,achhe karm karo"mene kaha Bhagwan mujhase koi bura kam na ho to bah tathaastu kah kar chale gaye....mujhe yaad hai do din pahale mein or mera dost roadways se firozabad me bus bach hi gaye jane kaise gadi aage bad gai or hum face to face eccident se bach gaye per mein ese aapni husiyaari samjh raha tha but ye husiyari nhi iswar ki help thi or meine jagate hi google search kiya or aapka blog mila aap mujhe nhi janate or sayad mein duwara ese blog par nhi aaunga bus dil ghabraya hai woh sab dekh raha hai........please friend do the good job and do not heart any people becouse God is here.....
bhagwan sayad mujhse ruth gaya hai. mujhe lagta nahi ki mai ab sambhal paunga
bhagwan sayad mujhse ruth gaya hai. mujhe lagta nahi ki mai ab sambhal paunga
agar sirf acha karne se god mil sakta to na jane kitne logo ko mil chuka hota.god is something else.wo hai humare sath aur agar acha karenge to use pa sakenge agar bura to nahi ye bs dar hai kamjor per julm na hone dene ke liye,but god bure ka b utna hi hai jitna ache ka.jab hum kehte hai god burai ka nahi to hum bas ek side hai dusri nahi.god dono side hai evil and good.god have his own army and we are not the part of that. hume ladne ki ya categorise karne ki jarurat nahi.ye ek kitab padhne jaisa hai jise hum padh to sakte hai lekin change ya edit nahi kar sakte apni definitins ke hisab se.wo tha hai aur rahega na hum jante hai na jan ne ji koshis karte hai.kya hoga agar wo mil jaye is blog ke hisab se hi agar sare comments dekhe jaye to use is duniya mein kitne change karne padege.kitno ko jawab dena padega ki bhai meine nahi tumne mujhe choda hai.
dard insaan par jab had se gujar jata hai Woh kisi aur hi shakal mein pass aata hai anginat roop me wo humse mila hai yaron jiska koi nahin uska to khuda hai yaron............
nobody has seen the GOD and I think none can.But when you pray with all your heart someone comes to rescue out your problem.Have you ever thought of it? why he comes from where he comes its all the way HE help us.you just have to trust him and He will be Surely help you out.And somebody says hum use dukh me yaad karte hain.Dost Sukh me bhi yaad karte hain isliye itne bade bade mandir bane hain warna dukh me to khud ban jaye wo hi bahut hai.Wo dukh kyon deta hai ? lets compare mom-dad hamesha tokte hai ye mat kar wo mat kar because they have seen life and knows ki waisa karne se galat hoga ya nuksaan hoga the same way GOD direct nahin kaheta par ek way se hame batata hai ki juch galat kiya tha Dost.
Your friend
Pawan Bali
pawanbali77@gmail.com
anytime
Your comment is as such that once upon a time a Teacher question to the student - four cow was grazing in the field one cow has been run away. What is my age ?
All the student surprisingly looking to teacher
One student Stand up and reply 42 year.
Teacher very good how do yo calculate my age
Student : Sir my Brother is half mind and he is 21 year old and you are full mad so your age is double of him
Reply Me What is connection between Your loss and god being
Is multiple powers that are the creator of this unlimited Number of Akash -Gangas are liable for the loss and profit Of a single person open your mind be smart and don't be daboo and follow the fact less reply
thanks
Ranjeet
god dekhna hai socho .... kya baat hi m to chala nahi ho to hame janne do kya yar sorry jane do m yaarea tumse jaanu ya na please do not take so i am a sojm wrong bhai aa gaya kahi pyar le ke aa gaa jaa
god is always with me and i am a lucky girl
Maine dekhe hai bhagwaan...
jinhone mujhe janam diya mujhe gile se sukhe mai sulaane waali meri 'Maa'
bhook lagne par mujhe doodh pilaaane waali meri "Maa'
Jab mujhe pese ko jarurat padi , picnic k liye , mobile k liye , padhaayi karne k liye kisne puri ki. - mere "baap ne "
mujhe har aishoaram jo mila kisne diya - mere maa baap ne .
har wish ko pura karne waale . kon -
mere maa-baap.
to ab batao dosto .. aap ab bhi doubt karoge ki..bhagwaan nahi hai..
bhagwaan hai .. wo hai apni maa -baap.
to aap sabhi logo ne dekha hai bhagwaan...
bolo- jai maaibaap ki.. jaiii
mai janta hu ap kis ki bat kar rahe ho fir k confirm karne k liye btayie ap kis guru ki bat kar rahe hain
Hii
har kisi me bhagwan kaese dekha ja sakta hae....bhagwan super power hae yaani bhagwan ne hame aor aapko aor is shristi me jo kuch bhi hae us har cheez ko paeda kiya hae aor waqt aane par maar dega jabki ham aap aesa kuch bhi nahi kar sakte.kisi ka aadar karna aor baat hae lekin bhagwaan to wohi hae jisne hamko aapko paeda kiya, jo hame paal raha hae aor hame hi nahi saare sansar ko Akela paal raha hae.jaesa ki QURAN me hae Beshak mae gawahi deta hu ki ALLAH ke siwa koi maabood ( bhagwan ) nahi hae , wo ek hae, akela hae, us jaesa koi nahi ...bas usi ki hukumraani hae.BESHAK ALLAH KE SIWA KOI (Mabood)BHAGWAAN NAHI aor MUHAMMAD ( aap par salamti ho )ALLAH KE RASOOL (messenger) HAE
God nhi hai, yaara dusare ka help mat karna varna zindagi bhar dukh jheloge
Yaha paisa kamaoge to bhagawan tumhare sath hai, jis din tumhare pas paise nhi hai bhagawan bhi nhi hoga.......
Yadi kisi ka bhala karo to life time large rahna sabki .....
Yadi kisi ka bhala karo to life time large rahna sabki .....
Post a Comment